Betaine ek natural amino acid derivative hai (trimethylglycine bolte hain), jo skincare mein humectant aur osmoprotectant ke taur pe kaam karta hai. Yeh skin ka moisture attract karke rakhta hai aur skin barrier ko strong rakhtaa hai. Issse skin ka texture better hota hai aur skin soft aur smooth banti hai.